25 famous dialogues of Shah Rukh Khan

This article was last updated on April 16, 2022

Canada: Free $30 Oye! Times readers Get FREE $30 to spend on Amazon, Walmart…
USA: Free $30 Oye! Times readers Get FREE $30 to spend on Amazon, Walmart…

These 25 dialogues of Shah Rukh Khan will make you look back into his 25 years of journey

Known as the ‘King of Romance’, Shah Rukh Khan started his career on television with shows like ‘Circus’ and ‘Fauji’. Now he is the invincible superstar of Bollywood. With millions of fan following across the world, the Khan who redefined romance in the world of Indian cinema, he completes 25 years in the industry. On this occasion, here are some dialogues from films that have been engraved in our minds forever:

Baazigar (1993): “Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai … aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai”

Baazigar-1

 

Darr (1993): “I love you Kkkk… Kiran”

Darr-2

 

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge (1995): “Bade bade deshon mein aisi choti choti baatein … hoti rehti hai Senorita”

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge-3

 

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge (1995): “Agar yeh tujhe pyar karti hai toh yeh palat ke dekhegi … palat … palat!”

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge-4

 

Dil Toh Pagal Hai (1997): “Rahul, naam toh suna hoga?”

Dil Toh Pagal Hai-5

 

Kuch Kuch Hota Hai (1998): “Pyar dosti hai … agar woh meri sab se achchi dost nahin ban sakti, to main usse kabhi pyar kar hi nahi sakta …”

Kuch Kuch Hota Hai-6

 

Kuch Kuch Hota Hai (1998): “Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai … aur pyar ek baar hi hota hai.”

Kuch Kuch Hota Hai-7

 

Mohabbatein (2000): “Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon … aur is liye nahi ki koi aur nahi mili … par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti.”

Mohabbatein-8

 

Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001): “Zindagi mein agar kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho … toh hamesha dil ki suno … aur agar dil bhi koi jawab na de toh aankhen band karke apni maa aur papa ka naam lo … phir dekhna har manzil paar kar jaoge, har mushkil aasaan ho jayegi … jeet tumhari hogi, sirf tumhari.”

Kabhi Khushi Kabhie Gham-9

 

Devdas (2002): “Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai … hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake.”

Devdas-10

 

Devdas (2002): “Babuji ne kaha gaon chhod do … sab ne kaha Paro ko chhod do … Paro ne kaha sharab chhod do … aaj tumne keh diya haweli chhod do … ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chhod do.”

Devdas-11

 

Kal Ho Na Ho (2003): “Aaj … aaj ek hasi aur baant lo … aaj ek dua aur maang lo … aaj ek ansoon aur pee lo … aaj ek zindagi aur jee lo … aaj ek sapna aur dekh lo … aaj … kya pata, kal ho naa ho.”

Kal Ho Na Ho-12

 

Main Hoon Na (2004): “Zindagi nikalti jaati hai aur hum sab pyar ke bina jeena seekh lete hai … kyun pyar ko mauka nahi dete, kyun apno par vishvas nahi karte.”

Main Hoon Na-13

 

Veer Zaara (2004): “Kahin bhi kabhi bhi ek dost ki zarurat pade toh yaad rakhiyega ki sarhad paar ek aisa shaks hai joh aapke liye apni jaan bhi de dega.”

Veer Zaara-14

 

Chak de! India (2007): “Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai … sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A.”

Chak de! India-15

 

Chak de! India (2007): “Peeche se nahi mardo ki tarah aage se ladoo … woh kya hai, hamari hockey mein chakke nahi hote.”

Chak de! India-16

 

Om Shanti Om (2007): “Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho … to puri kainaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai.”

Om Shanti Om -17

 

Om Shanti Om (2007): “Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai … ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai.”

Om Shanti Om -18

 

Jab Tak Hai Jaan (2012): “Baarishon mein bedhadak tere nachne se … baat baat pe bewajah tere roothne se … choti choti teri bachkani badmashiyon se … mohabbat karoonga main … jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.”

Jab Tak Hai Jaan-19

 

Chennai Express (2013): “Don’t underestimate the power of a common man.”

Chennai Express-20

 

Happy New Year (2014): “Kismat badi kutti cheez hai … saali kabhi bhi palat jaati hai.”

Happy New Year-21

 

Dilwale (2015): “Dil toh har kisi ke paas hota hai … lekin sab dilwale nahi hote.”

Dilwale-22

 

Ae Dil Hai Mushkil (2016): “Ek tarfa pyaar ki taaqat hi kuch aur hoti hai… yeh rishtoh ki tarah do logon mein nahi badti.. sirf mera haqq hai iss pe..”

Ae Dil Hai Mushkil-23

 

Raees (2017): “Koi dhanda chota nahi hota aur dhande se bada koi dharam nahi hota..”

Raees-24

 

Raees (2017): “Gujarat ki hawa mein vyapar hai saheb … meri saans toh rok loge … lekin is hawa ko kaise rokoge..”

Raees25

Click HERE to read the original article.

25 famous dialogues of shah rukh khan

 

 Vote for Shikha Dhingra For Mrs South Asia Canada 2017 by liking her Facebook page.

 


You can publish this article on your website as long as you provide a link back to this page.

Share with friends
You can publish this article on your website as long as you provide a link back to this page.

Be the first to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*